Monday 11 July 2016

Photo Editing Karne Ke Liye Kya Kya chaye


Chaiye,?
1- PicsArt Apk
>> Download PicsArt Apk Latest
2- PNG
>> Download
3- Stylish Fonts
>> Download
** Agar Apko Pics Art Me Fonts Install Karna nhi Pata
To Please Ye Post Padhe ( Installing Custom Fonts on PicsArt
Full Tutorial )
PNG Kya Hai....?
PNG image fromat hai apne dekha hi hog
image ke do format hote hai
1- Jpeg
2- Png
Jab hum thode bohot colors ka use karke
computer dwara digital image banate hai
hum use .
png format me save karte hai. Maan liji
ek logo hai, ya kisi kitab ka cover hai usk
jaada se jaada 100 colors ka use ho
jayega. To aisi images me pixels to jitne
marji ho lekin color kam hote hai. Agar
graphic image ko zoom karke dekhege to
isme camera se li gayi image ke mutabik
kaafi kam colors hote hai. Ab aap jaan
gye honge ki PNG kise kahte hai...
PicsArt Se Stylish Photo Edit kare-
Aapne picsart or PNG download kar li ho
abko apko wahi Karna hai Jo me btaunga
Step To Step...
Follow The Steps :-
1- PicsArt Open kare Or Phir Aapke Samn
Option Honge
2- Ab aap Edit par Click kare...
or Jo photo aap edit Karna chate hai Us
Photo ko Select Kare...
3- Ab Aap Add Photo par Click Kare
4 - Ab aap wo PNG add kar le Jo Maine a
upar download karne ke liye kaha tha aa
par Light PNG, Text PNG Add kar sakte
hai.....
5- Ab aap un PNG ko Sahi se apne hisab
lgaye photo me jaha par apko achi lage
save kar Le
AGAR APKO YE POST ACHI LAGI HO TO
AAP APNE DOSTO KE SATH BHI SHARE
SAKTE HAI OR AGAR KOI PARESHANI H
RAHI HO TO COMMENT KARE ..
 DAILY TRICKS X EDITING TRICKS X
PICS ART

No comments:

Post a Comment